"Wada ker k nibhaney waley
kam hotey hain...
ishiq na kerna..
ishiq na kerna...
ishiq main ghum hi
ghum hotey hain.
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna..
tumhain meri hi qasam hai .
meri arzoo na kerna..
mujhay jis hai muhabbat
usay hai ajab ye adat
kabhi mun ko pheer lena..
kabhi guftugu na kerna..
tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna....
main ne chaha tha kisi ko
mera hal kia hai dekho
jo kia kasoor main ne
usay tum kahon na kerna
tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
meri ho ager burai
tu na dena tum safai
mere sath khud ko ruswa
kabhi qubaqo na kerna
main ne mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna
koooi pochay badnaibi ki hai inteeha bhi koi
too meri misal dena
to mujhay namona kerna
tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna
Arun!!!
Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts
Friday, 21 March 2008
Urdu shayaris
Usey Main Bhool Jana Chahta Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahta Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana chahta Hoon
Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahta Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahta Hoon
Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahta Hoon
Main Utna Pass Aata Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahta Hoon
Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
Main Teray Pass Aana Chahta Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahta Hoo
Suno ! Main Muskurana Chahta Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana chahta Hoon
Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahta Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahta Hoon
Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahta Hoon
Main Utna Pass Aata Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahta Hoon
Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
Main Teray Pass Aana Chahta Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahta Hoo
Thursday, 28 February 2008
samundar ka kinara ho
jahan saath tumahara ho
haatoon main haath ho
aur ankhoon se baat ho
teri zulfoon se chuke nikle hawa
tere chera se chulukta hua yeh nasha
teri woh meethi husi
aur woh dheer se nazaroon ko churana
kabhi ho befikr
toh kabhi pyaarse sharmana
bus yoonhi hum kurte rahe baat
aur baatoon hi baaton main raatho
haaton main haath ho
aur aankhoon se baat ho.
ArNy
Subscribe to:
Posts (Atom)