Friday 21 March 2008

meri arzoo na kerna

"Wada ker k nibhaney waley
kam hotey hain...
ishiq na kerna..
ishiq na kerna...
ishiq main ghum hi
ghum hotey hain.

main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna..
tumhain meri hi qasam hai .
meri arzoo na kerna..

mujhay jis hai muhabbat
usay hai ajab ye adat
kabhi mun ko pheer lena..
kabhi guftugu na kerna..

tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna....

main ne chaha tha kisi ko
mera hal kia hai dekho
jo kia kasoor main ne
usay tum kahon na kerna

tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
meri ho ager burai
tu na dena tum safai
mere sath khud ko ruswa
kabhi qubaqo na kerna

main ne mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna
koooi pochay badnaibi ki hai inteeha bhi koi
too meri misal dena
to mujhay namona kerna

tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna

Arun!!!

No comments: